Thursday, August 14, 2008

CHEENI KUM

List of Songs:

  • Sooni Sooni Khoyi Khoyi, Aankhein Meri Dhundhe Tujhe Hi
  • Cheeni Kum Hai, Cheeni Kum Hai
  • Baatein Hawa Hai Saari, Saari Ki Saari

Hindi Song Title: Sooni Sooni Khoyi Khoyi, Aankhein Meri Dhundhe Tujhe Hi
Hindi Movie/Album Name: CHEENI KUM
Singer(s): VIJAY PRAKASH

Lyrics:

sooni sooni khoyi khoyi, aankhein meri dhundhe tujhe hi, kab se haan kab se
abb aaogi tab aaogi kab aaogi, puchhu main yahi khud se, haan khud se
main hoon yahan, tu hai kahaan, aahein meri sun

mere jazbon ko dard deke, gum huye tum kahaan chain le ke
dhoondtai tumko meri aankhein, bin tere thehri hai abb yeh saansein
zid pe ada hai yeh dil, jeena kiye hai mushkil
bas mera khud pe hi na kyun, kyun
sooni sooni khoyi khoyi, aankhein meri dhundhe tujhe hi, kab se haan kab se
abb aaogi tab aaogi kab aaogi, puchhu main yahi khud se, haan khud se

kya mila tumko yun sataake, iss tarah se mera dil jalaake
na raha jaaye abb to tanha, chubh raha shool sa lamha lamha
ek baar toh aao, phir chaaho toh jao, khelo na yuun mere dil se
(cheeni kum hai - 2), thoodi thodi tujmein hi kum, kum kum hai kum kum
sooni sooni khoyi khoyi, aankhein meri dhundhe tujhe hi, kab se haan kab se
main hoon yahan, tu hai kahaan, aahein meri sun
sooni sooni khoyi khoyi, aankhein meri dhundhe tujhe hi, kab se haan kab se
abb aaogi tab aaogi kab aaogi, puchhu main yahi khud se, haan khud se

Hindi Song Title: Cheeni Kum Hai, Cheeni Kum Hai
Hindi Movie/Album Name: CHEENI KUM
Singer(s): SHREYA GHOSHAL

Lyrics:

((cheeni kum hai - 2), thodi thodi tujhe mein hai kum, kum kum hai kum kum) - 2
dheere dheere, haule haule, door door hogi problem, humdum o humdum
sunle kabhi, kehti hai kya, dil ki yeh sada bhi
(cheeni kum hai - 2), thodi thodi tujhe mein hai kum, kum kum hai kum kum

dard jaata hai muskuraake, dehkle dekhle aajamaake
narm hota hai mom jalke, dehkle dehkle tu phighal ke
maujo mein hai kalkal, lamho mein hai hulchal
thehra yahaan pe pal hai kyun, kyun
(cheeni kum hai - 2), thodi thodi tujhe mein hai kum, kum kum hai kum kum
dheere dheere, haule haule, door door hogi problem, humdum o humdum

khwaab rangin hai iss jahaan ke, dekhle dekhle tu sajaake
apane saaye se tu nikal ke, dekhle dekhle tu badal ke
rango ke hai mele, khushiyon ke hai rele
dhadkhan mein pehera kyun hai kyun, kyun
(cheeni kum hai - 2), thodi thodi tujhe mein hai kum, kum kum hai kum kum
dheere dheere, haule haule, door door hogi problem, humdum o humdum
sunle kabhi, kehti hai kya, dil ki yeh sada bhi
(cheeni kum hai - 2), thodi thodi tujhe mein hai kum, kum kum hai kum kum
dheere dheere, haule haule, door door hogi problem, humdum o humdum

Hindi Song Title: Baatein Hawa Hai Saari, Saari Ki Saari
Hindi Movie/Album Name: CHEENI KUM
Singer(s): AMITABH BACHCHAN, SHREYA GHOSHAL

Lyrics:

impress karne ke liye to log do sau rupai ke phool kharid lete hai
par yeh do ghante mein mar jaate hai
pata nahi kya impress karna chaahate hai log phool de kar ke
(baatein hawa hai saari, saari ki saari
kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun....) - 2
rukhi si khaali khaali, ulti hi duniya saari
kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun....
kehna jo chaahe, kyun keh na paaye
aankhein jo bole teri hadon se kyun na bole
baatein hawa hai saari, saari ki saari

impress karne ke liye mein aapko royal albert hall ka music sunaane le ja sakta tha
lekin agar app music sunte sunte emotional ho gayi
toh logo ko lagega maine app ko rula diya
(dekho na dekho na lagta ajooba hai
yeh khud hi jaane kya isaka mansooba hai) - 2
6 foot ki deewaar pe kyun, kyun dil ki khidki nahi
yeh dil ki baaton ko bhi jaanega nahin nahin
pallle pada hai kyun mere hi tauba
apani hi kehta hai, apani hi sunta hai, dekho na
baatein hawa hai saari, saari ki saari
kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun....
rukhi si khaali khaali, ulti hi duniya saari
kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun....

yeh sunset ka light, moonlight ka concept bhi use kiya ja sakata hai impress karne ke liye
na to apako mera chehra dikhega, na hi khaana
(seedhe raste kabhi yeh na chalne waala
rab ne ise tedhe sache mein hai dhaala) - 2
bande ko zoo mein rakho, khulla na iss chhodo
khulla jo chhoda toh, rabba mere jaane kya ho
impress karne ke liye 25 lakh ka haar bhi de sakta tha
lekin bina price tag ke apako lagega 25 rupay ka hai
aur price tag ke saath de nahi sakta
rehta hai jaane kaun se jahaan mein
dekha na jaana na maine toh aisa yahaan koyi
baatein hawa hai saari, saari ki saari
kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun....
rukhi si khaali khaali, ulti hi duniya saari
kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun....

haan agar aap mujhe impress karna chaahati hai toh, just me remember
maria sharapova, anna kournikova, uh! what legs

No comments: